Kala Jadu Ki Pehchan or iska tor


as salamu allaiqum

tamam logo main apko kalay jado ki pachan batata ho
yeah alamateen hote ha jab kisi per kala ilm howa va hota ha .
1) ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho. ya pishab deakha
ho. ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo. ya pakhana us ka jisam main
laga dekha ho . garaz yeah ka najis (gand gee) ko deakha ho khowab main.
2)sir main darad rehna.
3)pora jisam main darad rehna .
4) sex ki khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
5) kamar aur ghordo main darad rehna .
6) galeez galeez paad ana .
7) jisam main agg mehsos hona.
8) pora jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
9) ankhe jalna aur lal rehna.
10)pishab aur pkhana bar bar ana .
11) dil tazz tazz darak na .
12 ) sans mushkel se ana aur sena main darad rehna .
13) chir chira ho jana .
14) face kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho
ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme
walay .
16) face per danay nikal na.
17) face behanak ho jana .
18) dil main ghabrate hona .
19 ) bay sakone mehsos karna
20 ) sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
21) pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya tha wo adah ya 1
ganta main gayab phir bhook lagna lag jatee hai yani khana bar bar khana .
22) namaz se door aur allah se nafrate karna aur bora bora kehna
dil main yeah was wasa hota hai shaitan jinn ka .
23) galah kharab rehna aur voice quality be
24) khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona khowab deakna kabe
makre kabe snap kabe chopkali aur lal bake .
25) dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
26) jisam main soheya chub na.
27 meda main dard rehna aur matli ki shekayat rehan .
28) kaheli aur dehla ho jana yani nikama ho jana aur khoob sona
dair dair tak .
29) demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka jaga per rakha
kar bhool jana aur phir baad main doond ta rehna yadasht ka kamzoor ho jana
pasa ka lain dan main pasa zada de dena
30) apna app se nafrate karna .
31) ankho ka samna blue ya ping colour daba nazar ana ya phir
lines nazar ana ajeeb see.
32) belawaja ki zada thakan hona .
33) quran perna se ya suna se jisam main darad ya takleef hona.
34) sena main jalan or tazabiyat hona.
35 bar bar ahtalam hona mard ko .
36 jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna .
37 hath payer sun ho jana .
38 sir main dana nikal na .
39 pishab main bohat tazz badbu ana .
40 pakhana bohat zada badbu dar ana .
41 jisam main sarde lagna .
42 payro main dard rehna .
43 khoweb main kuta deak na or morde deak na or bicho be .
44 din ba din sookte jana .
45 madicine asar na karna ya phir kabe kabe start main madicine
asar karte hai or us ka baad wohe madicine nooksan pouchate hai ya phir shoro
main faida hota hai us ka baad nahi hota .
46 zina deak na khoweb main khoweb main larki or larka ko sex
karta howa deak na ya nanga deak na .
47 jisam bhare hona ya sir bhare ya kanda bare hona .
48 jisam per nil ka nishan per jana .
49 jisam main kamzore hona begar kisi waja k .
50 chacker ana or ankho ka agay andera ho jana .
51 jisam per red colour ka dana nikal na .
52 azan sun kar chir chira hona or bagh na azan ki awaz se or
nafrate karna azan se .
53 mu main ganda pani ana jis ki ajeeb se gandi badbu ho yeah nak
se ake dam halaq main otarte ha jis ki bare ajeeb se heek hote ha . or zada tar
khana khanay se pehla feel hota ha ya doran main
54 nazla or chikeen bohat zada hona bazz okat chik marte howa ake
ajeeb se badbu mehsos karna jesa ka sara howa nazla bahar nikla ho wase badbu .
55 her kam main jaldy jaldy karna kohi be kam karna to bus kushes
yeah karna ka foron ho jahe for example shop per soda lana ka liya belkul be
intazar na karna ka bus yakdam foron soda mil jahe fata fat agar dair hote ha
to jisam main bachani start hona shoro ho jate ha or intazar nahi hota .
56 khoweb main kali behas deak na ya behas ko nalay main nahate
howa deak na khoweb main.
57 ankho ka uper kala colour ka saya ghoomta howa nazar ana yani
matah ki taraf . ahsa lagta ha jesa ankho ka uper pankha ghoom raha ho . jesa
helicoptor ka per ghoom raha ho . yeah zada us waquat waze nazar ata ha jab
victum apni dono ankho se zameen ko deakha to yeah black colour ka per ghoomte
howa nazar ate ha .
58 jisam main kira kaat na jab ghoor karo to kuch nahi hota .
jasa jado kiya hota hai us ki wase he pachan hotee hai . laken
yeah alamat be hotee hai jo mana uper likhi hai .abb yeah jadogar ka uper hai
ka wo banda ko kaun se takeef dena chata hai .for example wo kisi larki ki izat
kharab karna chata hai .aur us ka ma baap ka mu kala karna chata hai taka wo
masharay main zalil ho .to wo you kareen ga ka us larke ki sex power bara de ga
yani hawas bara dega aur demage per control kareen ga apna jado se. sex ka was
wasa dala ga phir dil ko sex ki taraf oksahe ga .jisam ko garam karde ga taka
hot rahe larke .us ka baad demage ki sochna ki salaheyatee band karde ga. yani
demage per bandish karee ga .us ka baad namaz aur quaran se door karee ga q k
namaz aur quaran se jado kaat jata hai .
yeah hota hai sex ka jado yeah hasad main kiya jata hai ya kisi ko
be randi banana ka liya kiya jata hai is jado main larki ka demage kam nahi
karta us ka zahan main bus 1 he baat atee rehtee hai ka bus sex karna hai us ka
demage main marad ki sex ki cheeze nazar atee hai aur us ko belkul samjh nahi
ata yeah ho kya raha hai .us ka under ki hawas bar choki hotee hai chaha wo
kuch be karlay laken khatam nahi hotee us ka dil be us ko oksa raha hota hai
akhir kar wo kisi na kisi se sex karlatee hai kio ka us per yeah tamam kam jado
se kiya hota hai .
bht sare log yeah kehta hai ka jado quaran pak se nahi kaat ta .
aur un ka yeah m,aan nah hai .ka loha ko loha he kaat ta hai .laken yeah galat
hai ager kisi per se jado nahi kaat raha to us ki kuch waja hotee hai yeah
zaroore nahi ka app jado sirf 4 qul se kaat rahe hai. jesa doctor her bemare ka
liya alag medicine deta hai .wo her bemare ka liya sirf sir dard ki goli nahi
deta .ishe tarah jado ki condition pehala maloom karni partee hai phir us ka
baad is ko souratee se kaatna parta hai .her sourate ka alag fawahid hai yeah
zaroore nahi ka 4 qul he tamam kisam ka jado ko kata jahe

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.